Saturday 14 September 2013

786 Unlimited Treasure, The Everlasting Charity


Sadqa-e-Jariya












I Must Strive to Reform Myself & People of the Entire World.


Find the Key to Success!
Success that lies in the Quran. "Like" to Unfold the Wonders and Mysteries of our Beloved Quran.

Be a part of Free unlimited Everlasting Charity (Sadqa-e-Jariya)

The Prophet (peace be upon him) said: "The believer's (Momins) shade on the Day of Resurrection will be his charity (Sadqa)"
(Musnad Ahmed 4/633)

THE Prophet (peace be upon him) said: "Convey from me even if one ayah (verse) for it may be that the one being informed will comprehend better that the one listening (at present)."
(Al-Bukhari)

ALLAH's Messenger Prophet Mohammed {PBUH} said: He who guides towards something Good will have reward Equal to one who Does it.
(Sahih Muslim Vol.3, Hadith No.4665)

ALLAH Say's
"Jo koi bhi Naik Aamal kerta hai apni zaat k liay kerta hai orr Jo koi bhi bura kaam krta hai wo khud hi iss ka khamiyaza bhugtay ga. Phir tum sub ko tou (Aik din) apnay RAB hi ki tarf wapis jana hai."
[Surah Al-Jasia(45) ... Tarjuma Ayat(15)

Join in on the https://www.facebook.com/786.Unlimited.Treasure
initiative/project and let's start making a change by helping people and inspiring others to do the same! Consider it a great way to make Da'wah and spread the beauty of Islam and it's emphasis on giving back and helping others ""






Hazrat Nouman Bin Basheer (R.A) sy rawayat hai k Rasool ALLAH (S.A.W) ny Irshaad farmaya : "Tum Momineen ko apas mein Reham kerny, Muhabbat Rakhny orr Meharbani kerny mein Aisa pao gy Jaisa k Aik Baddan, Jab Baddan ka koi Hissa dukhta hai tou sara Jism Dard orr Bukhar mein Mubtla ho jata hai.

Hum apnay Ma'asheray mein Ghorr-o-Fikar kerain tou Khidmat-e-Khalq k Billions ways Soortain nazar ati hain. Rafa-e-Aama k kaam Khidmat-e-Khalq ki Eham Soorat hain.. Islam ny Khidmat-e-Khalq ko Sadqa-e-Jariya kaha hai, Yani ye wo kaam hain Jin ka Asr orr Faiz Muddaton jari rehny wala hai. Inn ka Sawab inn k Kaeem kerny walo ko iss waqt tak milta rahy ga jab tak ye Kaeem orr Jarri rehy gy.  For example, Musjid ki tameer, Shafa Khanay (Hospitals), Maktab orr Maddrissa Kaeem kerna, road Banwana, Peenay ka pani ka intezaam kerna, Bridge banwana, Yateem Khanay orr Mohtaaj Khanay Kaeem kerna orr aisy Idaron ka kayyam jaha sy Na-Daar Logo ki zaroriyat pori ho saky.